Ehsas

Ehsas ke saath

Afsos bhi hota hai...

Gar ehsas zinda hai to aansu bhi aate hai,

Aur hansi bhi...

Maine to jab bhi koshish ki rone ki khud pe,

Hansi hi aayi...

Aansu barish ban ke

Man ki sukhi mitti ko khushboo se sarabor kar jate hai,

Aur banjar ho chuki dharti par andekhe phul khil aate hai.

About Me

My photo
Kagaz ke phoolo me mehek purani kitaab ki.... Zang lage guitar ke taar, aur dhun ek jaani pehchani... purani. Log kehte hai ki safar hai, par sab makaam dhundhte hai; Subah chale the, sham tak koi rah hume bhi dhundh legi...

Wednesday, April 18, 2012

Takiye ke niche subah ke kuch khwab hai kachche pakke se...

Subah tak halchal honi hai, krwat me neende bo lena...


Ek aur raat hai jagi si, thak k bhi jake soti nahi,

ek aur raat tum suraj ki dehlij pe ja k so lena...

Monday, April 9, 2012

The horizon...

The horizon deceives it's chasers...

It wears bright colours each morning...

And as the day grows old

The makeup fades...

And clouds that create rainbows

All become puffs of vapour

The Camouflage of colours... nothing but a mirage.

Fools... drowned in that romance

Follow the horizon to nowhere...

Never disillusioned they keep saying,

"Clouds when touched... disappear..."